Explanation: Jab hum koi HTML file banate hain, to ek fix structure follow karte hain. Ye structure browser ko batata hai ki kaunsa part kaise dikhana hai. Jaise ek ghar ka naksha hota hai, waise hi ek HTML document ka naksha hota hai.
Explanation: <!DOCTYPE html>
batata hai ki document HTML5 ka hai. Agar hum ye nahi likhenge, to browser purane tareeke se page render karega ya kuch features kaam nahi karenge. Ye ek line sabse upar honi chahiye.
Explanation:
Explanation: Comments ka use hum code me notes ya explanations likhne ke liye karte hain. Jo browser ignore kar deta hai. Ye dusre developers ko samjhne me madad karta hai.