Explanation: Headings ka use titles ya subheadings dene ke liye hota hai. <h1>
sabse bada heading hota hai aur <h6>
sabse chhota.
Explanation: <p>
tag ka use paragraphs banane ke liye hota hai. Ye text ko alag line aur spacing ke sath dikhata hai.
Explanation:
<br>
tag se line break aata hai bina new paragraph ke.
<hr>
se ek horizontal line draw hoti hai jo sections ko separate karti hai.
Explanation:
<b>
ya <strong>
- Bold text
<i>
ya <em>
- Italic text
<u>
- Underlined text
Explanation:
<sup>
- Superscript (upar likhne ke liye)
<sub>
- Subscript (neeche likhne ke liye)